kyu dushera waale din ko vijaydashmi khaa jata h ?
dashere wale din bhgwan ram n .. ravan ka vadh kiya tha jo hume sbko pta h mgr issi din hmaare hindu puraano k anusaar ..... ma durga ne navratri k 9 din k yudh k baad hi kaatyayni roop m mhisasur ka vadh kiya tha .... jisse buraai pr achaai ki jeet hui thi or issi karn iss din ko vijaya dashmi khte h .
Dushre k din....... bgwan ram n ravan ka vadh kiya jo mostly hm sbko pta h
Prntu iss din ko vijay dshmi ku kha jata h
Dushere se 9 din phle nvrato k vrt kiye jate h,
Wo vrt mata k 9 alg alg rup ko drsate h or inhi alg alg roopo m mata n 9 din mahisasoor se yudh kiya or dshme din dugra roop m mhisasur ka vadh kiya tha
jisse buraai pr achaai ki jeet hui
Issi karn...... Dushere k din ko vijay dshmi ka din kha jaata h
ku navtri k 9 din k baad dswe din hi dushera mnaya jata h ?
hmaare puraano k anusaar ravan se yudh k smay ... bhgwan ram n shardiye navratro ki shuruwat ki jisme smaundr k kinaare bhgwan ram n maa durga k 9 ruupo ki .... 9 din pooja ki jisme unhone maa durga ko hr roj ek neel kamal arpit krna tha mgr 9th din pr neel kamal na milne pr bhgwan ram n apni neel kamal jessi aankh devi maa ko arpit krdi , jiske kaarn maa durga ne bhgwan ram se khush hookr unhe vijay hine ka ashirwad diya or dswe din bhgwan ram n raan ka vadh krdia issi karna nvratru k 9 din k baad dushera mnaya jata h
Comments
Post a Comment